Sugar ki Alamat || diabetes symptoms

Aj mian Ap ko Sugar ki alamat diabetes symptoms, kia bra main bataion gia
Sugar ki bimari bherne ki 4 alamaat jin ka janna ap kia lia bohat zaroori hai.

Sugar ki alamat || diabetes symptoms
Sugar ki Alamat || diabetes symptoms

Aalmi idaara braay Sugar ne Sugar bherne ki 4 alamaat ki taraf tawajah dilae hai.
yad rakha Sugar insani jism mein is waqt peda hoti hai jab jism insoline ka istemaal chore deta hai, 

insoline jism mein sugar ki miqdaar ko control karta hai.
Bartanwi akhbar Express mein shaya honay wali report ke mutabiq insoline jism mein sugar ka muqaabla karta hai, 

jo khanay se toot jata hai, woh jism mein khalion ke zariye istemaal honay ki bajaye khoon mein shaamil ho jata hai, usay diabities 2 se jana jata hai.
Aalmi idaara braay sugar ke mutabiq

Sugar ki pehli alamat ya haa Pyaas ka ziyada mehsoos hona hai,

insaan shaori tor par shadeed pyaas mehsoos karne lagta hai,
is ke sath is ka halaq bhi khushk ho jata hai, aur pyaas badastoor barhti chali jati hai, agar chay aap rozana do lutter pani peetay hon .

doosri alamat peshap ka ziyada aana hai

is se bhi maloom hota hai ke jism mein sugar barh chuka hai, kyun kay jism zayed glucose peshap ke zariye nikalnia lag jata hai.

peshap mein bohat saaray ghair ajza kharij hotay rehtay hain, yahan tak ke teen lutter se ziyada peshap yomiya kharij hota hai .

idaray ke mutabiq agar aap peshap normal halaat se ziyada mehsoos karne lagey hain aur baar baar aap ko peshap ki haajat ho rahi hai to yeh sugar barh
jane ki alamat hai .

Teesri alamat thakawat hai.

sugar barh jane ke baad insaan shadeed thakawat mehsoos karta hai jo aaraam ya neend karne se bhi khatam nahi hoti balkay is mein izafah hota rehta hai.

thakawat ki alamaton mein jism ka be jaan mehsoos hona, roz marrah ke kaam karne mein dushwari mehsoos karna,
Agar aisi alamaat aap ko teen hafton se ziyada mehsoos hoti hain to dr se rujoo karen.

sugar aik Pchid_h Marz hai, is ke besumar aamalhotay hain jo sumar nahi kiye ja satke ,
sugar honay ki wajohaat mein khanay ka bhi bara amal dakhal hai.

Naqis aur taley hue pakwaan Aur isi terhan aisay khanay jin mein calories ki tadaad ziyada
ho un ke khanay se sugar hota hai .

Share on Google Plus

About walizone

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.

2 Comments:

  1. I am here to appreciate Dr OGU for using his herbal medicine to cure my Herpes virus. Is about 2 years and 6 months now I have been living with this virus and it has been a serious problem to me, I was so confused cause i have been taking several drugs to be cured but all of my effort was in vain,one morning i was browsing through the internet then i saw several testimonies about Dr. OGU curing people from Herpes virus and immediately i contacted Dr. on his email: drogugusolutionhome@gmail.com , i told him about my troubles and he told me that i must be cured, he gave me some instructions and which i rightly followed. so he prepared a herbal medicine and sent it to me via DHL which i used for 2 weeks and i was cured everything was like a dream to me and my Herpes virus was totally gone, dr .OGU , God bless you and give you more power and ability for more cures.i dont know if there is any one out there suffering for herpes virus or any of these diseases.. DIABETES, CANCER,GENITAL AND SIMPLEX HERPES,LOW SPERMS COUNT,SYPHILIS, HIV/AIDS, FIBRIOD,COPD,MENINGITIES,HEPATITIES B [HBV] DISEASES .etc why don't you contact dr.Ogu today and be free from your diseases because he is very good and honest Doctor. contact him via email; drogugusolutionhome@gmail.com or text/call: +1 (719) 629 0982

    ReplyDelete
  2. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete