![]() |
Bawaseer ki Alamat |
Bawaseer ki Kitni Aqsam Hain?
Bawaseer 2 Terhan ki hoti hai, Khooni Bawaseer Aur Bawaseer Baadi.
Bawaseer ki khatarnaak Qisam khooni bawaseer He kyun kay is mein khoon aata hai Aur dard ki bhi shikayat Rehti hai.
Aur is ke bar Aks Bawaseer baadi Mein khoon to nahi Aata Magar dono ki Alamaat Aik jaisi hain. Dono Aqsam Qabil Ghhor hain kyun kay marz ka ilaaj jald Az jald hona zurori hota hai.
Bawaseer kya hai? what is Bawaseer?
Bawaseer Mein barri Aant ke Aakhri hissay mein soozish ki wajah se Pakhanay Mein khoon ka niklana aur qabz ki shikayat rehti hai.Bawaseer Jism Mein Deegar Masail ka Sabab bhi ban sakti hai. jis mein bud-hazmi, seenay mein jalan aur deegar posheeda masail bhi shaamil hain.
Read More:
Kya Aap jantay hain Bawaseer kin Wajohaat Say Hoti Hain?
Bawaseer ki Bohat si wajohaat hain jin mein se ishaal, Mustaqil Qabz Rahina, hamal aur jigar ki bemari barri wajohaat hain. is ke ilawa khanay mein bad Parhezi, Mirchi Masla ka ziada istemaal, chiknai ka ziada istemaal, bazari Naaqis khoraak aur sgrt noshi ki wajah se bhi bawaseer ka marz ho sakta hai.
keep growing seo full optimization
ReplyDeleteThis article is filled with some well-researched information. you've got made valid points during a unique way. Since this has made me think, I will be able to need to review some aspects. For more information visit here:bawaseer
ReplyDelete