Baby teething Symptoms in urdu Hindi || Bachon Ke Dant nikalna Alamat Aur Ilaj

Assalam o alikum Umeed ha ap sub khareed say ho gia 

Aj hum jana gia bacho kia doodh ka dant kab niklta ha bachon ke dant nikalne ki alamat, Bachon ke dant nikalne par kya karna chahiye,

Aur akhir main jana gia bachon ke dant nikiltal waqat ka aik totka to chalta hia topice ki janab

Bachon Ke Dant nikalna Alamat Aur Ilaj
Bachon Ke Dant nikalna Alamat Aur Ilaj

Bachon ke doodh ke danoton ki ahthyat walidain par laazmi hai kyun ke bachay khud sahih tor par un ki hifazat aur ifadiyat ko nahi samajh satke.

Bachchon ke daant kab aate hai?

Am Tor Par Bacho kia Doodh ke daant 6 se 10 Month ki Umar mein nikaltay hain.
Mager kuch Bachon mein  3 Teesray month se hi daant niklny ka amal shuru ho jata hai. 

Aur kuch bacho kia daant anay ke amal mein takheer bhi ho jati hain. Aur Yeh 12 ry Month se niklana shuru hotay hain

kya daant nikaltay waqt bachay ko takleef ho sakthi hai?

Masoorho ke Ander sai danoton ka niklana aur barhna takleef da marhala
hai, jab bachon ke daant nikaltay hain to is douran woh Masoorho mein dard, Soojan Aur uljan si Mehsoos karte hain.
mamool se kam khoraak khatay hain.

Aur aksar inhen halka sai Bukhar rhtahe.
joo cheez haath mein aajay woh mun mein daal  kar dabana ki koshish karte hain.
apni ungelian ko muhoo mein daal kar chustay hain.
masoorho par dabao mehsoos karte hain aur oopar neechay ke masoorho koaaps mein ragartay hain.

Bachon ke daant Nikaltay Waqt ka nuskha ya Totka

Agar Aap chahtay hain ke aap ke bachay ke daant Aasani se nikal ayen aur usay ziyada takleef nah uthana parre, to is maqsad ke husool ke liye thoray se shehad mein namak mila kar bachay ke masoorho par mil den.

in sha Allah bacha ziyada takleef mehsoos nahi kere ga.
Agar tabiyat nah sanbhlay to dr se rujoo karen

Share on Google Plus

About walizone

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.

0 Comments:

Post a Comment