Motapay ka Herat Angaiz ilaaj | Motapay kam Krna ka Nuskha
![]() |
Motapay ka ilaj |
Jis Terhan Cancer Jadeed Daur ka Aik khatarnaak Aur Mohlik Marz hai. isi Terhan Motapa bhi is Daur ka Aik laa ilaaj Aur Agar lailaaj nahi to asir Afrad is Kia Mareez zurori hai.
Is Zimn Mein Europe ke Slmng Center jo ke Ab Pakistan ke Tamam Shehron Mein Rivaaj Pa chuke hain
Yeh center Exercise ke sath sath khanay ki adwiyaat bhi istemaal karate hain jis se insaan Motapay Mein kam lekin Amraaz ka Garh ban jata hai.
Lekin jab Taq Yeh Tareeqa Istemaal karta hai tandrost Rehta hai Aur jab yeh Tareeqa chore deta hai Bemari Phir ghalib ho jati hai.
Zindagi Mein Aisay Mareez ko Aik Nahi Hazaron ki Tadaad Mein Dekhnay ka Mauqa mila hai jo bohat Ziyada Farba aur Motay they.
ilaaj ke tor par Exercise Aur kuch khanay ki Adwiyaat istemaal kee aur is baat se woh khud heran hue aur un ko dekhnay walay bhi ke jab unhon nay woh dawa istemaal ki to lajawab faida namodaar hwa lekin kuch arsay baad wapas isi kefiyat mein aagaye.
Zail Mein Aik Aisa kam kharch Aur Sahal al husool aAr Baala Nasheen Nuskha Paish hai Umeed hai ke aap is ki qader Farmaen ge.
Motapay kam Krna ka Nuskha:
- Laakh Umdah 50 gram
- zeera siyah 50 gram
- kalvanji 50 gram
Do Se Aik kipsol Aik Waqt Mein Pani ke hamrah khanay se Qabal din mein do baar istemaal karen.
Insha Allah Yakeeni Fawaid Namodaar hon ge aik bohat hi ziyada Mouti khatoon nay jo ke ab chalne Phirnay se bhi aajiz aa chuki thi.
jab yahi nuskha istemaal kya chunkay har ilaaj se tang thi aur liye yeh nuskha mustaqil istemaal kya aur Istemaal karne ke Baad Jab Apna Wazan kya to Satrah Pound wazan Sirf daidh Mah ke Arsay ke douran kam hwa
NOTE: Yani chawal, cheeni aur chiknai yeh woh cheeze hain jo insaan ko farba aur Ghair zurori Motapa deti hain .
keep growing seo full optimization
ReplyDelete